Nofollow Link Kya Hai | Dofollow Link Kya Hai

Agar Hum Seo  Yani Ki Search Engine Ki Bate Karein To Apne Kai Aise Word Sune Honge Jo Sunne Mai Ajib Se Lagte Hain, Jaise Ki Noindex, Doindex, No Follow, Do Follow.

Lekin Enki Seo Mai Importace Bhi Kafi Hoti Hai. Es Article Main Hum Aj Nofollow And Dofollow Ke Bare Mein Detail Main Janege Ki Ye Hote Kya Hain.

Ye Aticle Un Friends Ke Liye Kafi Important Hai Jo Seo World Main New Hain. Or Ye Post Un Frinds Ke Liye Kafi Faydemand Sabit Hoga.

Nofollow | Dofollow

Nofollow Ek Html Attribute Vaule Hoti Hai. Jisse Search Engine Crawlers Ko Yeh Batane Ke Liye Estemal Kiya Jata Hai, Ki Kisi Hyperlink Ko Kisi Link Target Ki Search Engine Index Mein Ranking Ko Change Na Kare.

Eska Estemal Eski Search Engine Spam Ke Against Kuch Type Ki Effectiveness Ke Karan Kiya Jata Hai. Jiske Karan Search Engine Ki Quality Kafi Had Tak Improve Hoti Hai.

Or Fist Place Mein Spamdexing Occur Hone Se Bhi Prevent Hoti Hai. Ye Concept Matt Cutts And Jason Shellen Ne Saal 2005 Mein Pehli Bar Introduce Kiya Tha.

No follow और Do follow में अंतर

Nofollow Links Attributes Jo Hote Hain Hain Wo Search Engine Bots Ko Ko Link Follow Karne Ke Liye Allow Nahi Karte Hain. 

Aagar Shi Bat Kare To, Eska Matlab Ye Hua Ki Agar Website ka Malik Apke Pas Nollow Attributes Ke Jariye Linking Kar Raha Hai, TO Wo Link Juice Se Pass Nahi Hoga.

Read Also Seo keyword कैसे use करें

Bus Fir Insaan He Link Ko Folow Kar Payenge. Waise To Kuch Waqt Pehle He Google Ne Ye Clear Kar Diya Tha. Ki Wo Nofollow Link Attribute Ko Consider Nahi Karte Par But Aise Links Ki Weightage Kafi Low Hai.

Lekin Fir Bhi Ye Acha Hoga Ki Nofollow Link Attribute Ko Us Link Mein Estemal Kiya Jaye Jisme Aap Nahi Chahte Ki Eska Linku Juice Pas Ho.

Example Of Nofollow Link-

<a href=”http://www.google.com/”rel=”nofollow”>Google</a>

Dofollow links Google or Dusre Search Engines Ko Unhe follow Karne Ke Liye allow Karte Hain. Hame link juice Or Ek backlink Provide Kar Ke. Agar Koi Webmaster Apke Pas Es Link Ke Jariye, Dubara linking Kar Raha Hai,To Fir Search Engine Or Humans Dono He Aap Ko Follow Kar Sakenge.

Kisi Ko Dofollow Ka love Dene Ke Liye Sabse Sahi Rasta, Anchor Text Mein Keyword Ko allow Karna Hai. Eska Matlab Hai Ki, Jab Ap Kisi Website Ya Fir Page Ko Link Karte Ho To, Targeted Keyword Ko as a anchor text use Karein.

Read Also Off Page Seo क्या होता है?

Example Of Dofollow link-

<a href=”http://www.google.com/”>Google</a>

Waise To By Default, Sabhi Hyperlink Dofollow Hote Hain. Esliye Apko Kisi Bhi link Ko Dofollow Karne Ki Need Nahi Padegi.

Abhi Abhi Kuch Time Pehle He Google Ne Bola Hai. Ki WO Nofollow link Ko Apke Page Se Page Rank Ki Distribution Ki Terms  Mein As An Outgoing Link, Abhi Bhi Count Krte Hain.

Fir Bhi Yeh depend karta Hai Ki Nofollow Link Kaha Par Place Kiya Gaya Hai. Nofollow Link Ko  Page  Ke  Bottom Mein Rakhne Ka Sabse Kam Impact Padta Hai. Or Jab Esse Top Mein Place Kiya Jata Hai. To Eska Kuch Alag He  impact Hai.

Types Of No-follow

Robots Meta Tag: <meta name=”robots” content=”nofollow”>
Ye Crawlers ko Btata Hai Ki Wo full page Ke links Ko follow Nahi Kare.

Link Attribute: <a href=”http://www.google.com” rel=”nofollow”>
Ye Search Engine Ko Btata Hai Ki Pages Ki Rankings Ki Terms Mein links Ko Count Nahi Kare.

Noindex attribute Ko Contact Pages Ke Liye Or  Nofollow attribute Ko Apke Blog Par  Affiliate links Ke Liye Simit Karne Ki Koshish Karein. Yadi Aap Kisi Karan Se Kisi Spam Website Ko Link Kar Rahe Hain. To Nofollow Link Attribute Use Kijiye.

Leave a Comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.